Ek patient tha jise aisa lagata tha ki  use loose motion hota hai .aur  uske badan se sada stool ki smell aate rahati hai.esi karan vah 26 sal ka ho gaya tha M.A. tak pada tha  parantu sharm ke karan job nahi karata tha .Aur ghar ke log uska elaj karake thak gaye phir unhone Bhut utarane valo tatha babao ki saran lee.parantu vah thik nahi hua.usane Practo dwara mera address liya.uska past life regression karne par pata chala ki jab voh 5 sal ka tha to use sangrahani(loose motion) ho gaya tha .

Ab vapas use subconscious mind me ye bimari jo dabi padi thi vapas aa gayi thi. 3 sassion me vah puri tarah se 

Hypno healing dwara thik ho gaya