Hi
Hi, how are you? Thanks for reaching out.
15 saal ka relationship tootna sirf breakup nahi hota, woh ek emotional attachment, routine, future plans aur identity ka bhi loss lagta hai. Isliye itna disturbed feel hona natural hai. Aap khud ko sambhalne ki koshish kar rahi ho, phir bhi pain aa raha hai because healing sirf “strong banne” se nahi hoti, us loss ko emotionally process karna bhi zaruri hota hai.
Abhi aapka mind baar baar past, memories, what ifs aur loneliness me ja sakta hai. Is phase me khud ko forcefully normal dikhane ki jagah thoda emotional support, routine, proper sleep aur apne emotions ko safely express karna important hai. Agar hopelessness, panic, ya khud ko harm karne wale thoughts aaye toh immediately professional help lo. Take therapy. You can connect with me on nine two six six seven two six zero six five.
Answered2026-05-20 09:54:52
1/1 people found this helpful