Allopathic medicines ke dwara iska permanent ilaaj sambhav nahi hai, jab tak allopathic medicines aap lenge, fayda tabhi tak rahega. Band karne ke baad paristhithi punah wohi ho jayegi,
Ayurveda treatment mein iske liye virechan aadi pachkarma chikitsa kiya jata hai, jo aap easily ghar pe bhi guidance ke dwara kar sakte hain.
Aur jaankari ke liye aap consult kr sakte hain, aur website mein in treatments ke baare mein jaankari le sakte hain...www.bhuvanaarogyamhospital.com
Answered2020-09-10 04:05:02
1/1 people found this helpful