Khansi ke saath fever hai to chest infection lag rhi hai. Fever kuch din tak reh skta hai aur baar baar aa skta hai. ghabrane ki jarurat nahi hai. Paracetamol lete rahiye har 6 ghnte ke baad aur cough syrup lelijiye. Steam lijiye saath mein kuch dine kagenge theek hone mein
Answered2021-08-28 20:51:03
1/1 people found this helpful