Last Jo daant hai uske piche Saraan hai, jisne sharp area paida kiye hai. Ushi ki chubne pe masura ful gaya hai.
Dentist ko dikhana zaaruri hai. bohut chinta ki baat nehi hai. Par neglect v nehi Kar sakte.
Next Steps
Halka Garam paani mein namak daal k kulla kijiye.
Health Tips
brush/spoon se Jor se na chub Jaaye woh Dhyan mein rakhna hai.