aap ka aankh ka padada kudarati tarah se kam takatwala hai. ye taklif varasagat bhi hai to bachho me ho shakati hai...par aisa nahi ki hum gharse bahar nikal nahi shakte...aap sambhal k apna kam kar shakte ho. bachho me taklif ho bhi tab bhi vo pichhali umar/late age me hoga..gabharao mat...Kam shaktiwale ango ke sath aap DIVYANG ho, apang nahi..
Kam ke anusar kam drashthi walo ke liye 'low vision
aids' ke chasme hote hai..usaka istamal kar shakte hai..